Basant Mela

Should we celebrate Basant mela?

basant-festival.jpg

38 Responses to “Basant Mela”

  1. ----------------------------------------------------------------dua----------------------- Says:

    aslam o alikum bilkul g yeh tahwar humara ne hai yah aik kesam ki fazool khrchi he hai jo i think humara mulk affort ne ker sakta yahi paisa jo is fazool tehwar pe khrch kia jatay hai wohi kisi rafahi kam main khrch kia jaye tou humara m+++++ulk tarki keray

  2. nazia Says:

    no not at all.if it do with steel wire(dhati tar)its so dangerous. i also celebrated this but just fun and in low level.now it is fashion game for rich people and problem for poors.

  3. Azhar Munir Says:

    yaar punjabi moot ka tehwaar kya jane ……….
    hmari to ye raye ha k ye tehwaar nhn mana na chaheye or hmara islaam s tra ke tehwaar mana ne ki ejazt nhn deta ha or agr koi kehta ha k wo muslim ha wo s tehwaaar ko nhn manaye ga agr kesi k muslmani me shak ha wo manaye ga

  4. Farhan Says:

    No, we should not celebrate this ugly kind of festival

  5. sadaf Says:

    ye waqai mout ka tehwar ha or hinduana rasam ha. hmy iss tehwar ko bilkul ni manana chahiye

  6. faiz mughal Says:

    i think this is dead game govt ko chahiye ke firing aur chemical par pabandi laga di jaye aur yeh aik khushi ka pul manaya jaye kites ke bugair

  7. faiz mughal Says:

    i think this is dead game govt ko chahiye ke firing aur chemical par pabandi laga di jaye aur yeh aik khushi ka pul manaya jaye kites ke bugair mager yeh nahi honi chahiye ye gareeb logon ko problrms deta ha

  8. salman Says:

    No, we should not celebrate this ugly kind of festival

  9. QASIM TANOLI Says:

    bil kul theak kah raha ha nah manane chaheya

  10. Ahsan Azeem Says:

    manana nai chahiye..bht dangerous hai

  11. Ahsan Azeem Says:

    mnaen per ehtiat se…kisi ki jan ko khtra na ho

  12. Faisal Nawaz Says:

    no no no no no no no no no no no no no no no no no no no no no no no no nahi honi chaiae ok this is not good ok byeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee

  13. Sohaib Says:

    nahi nahi nahi nahi nahi nahi nahi bassant fazool karchi ha pessay hawa mian nahi odayny chayein aik din kay mazay mian ketnay admeeyu ke zandgi tabah ho jati ha basant ka to name he kahtm ho jana chahein

  14. romesa Says:

    slaam basant bilkuk b nhi honi cahiye kyn k yeh kushiyan nhi buhut se logoon k gharon main maatam chor jati hai main or meri family kwaley ess hilaaf hain

  15. ambreen aslam Says:

    nai nai nai nai nai nai nai nai nai nai nai nai nai nai nai honi chaiae aik din kay mazay mia ketnay logo ki zandgi tabah ho jati hai basant ka to name he kahtm kar na hai.

  16. zaman hafeez Says:

    nahi nahi nahi nahi nahi nahi nahi bassant fazool karchi ha pessay hawa mian nahi odayny chayein aik din kay mazay mian ketnay admeeyu ke zandgi tabah ho jati ha basant ka to name he kahtm ho jana chahein

  17. zaman hafeez Says:

    bil kul theak kah raha ha nah manane chaheya

  18. ali Says:

    hi salam every one. yar here jaga par achy log b hoty hn or kuch bory b, bus kuch bory logo ki waja sy ta basant ka tahwar ganda ho gahya ha. aj sy 6 saal pahly b tu hota tah aus wakt tu koi fring , dahti tar, moti door nhi ti , bus jab ki c cheez ki manegment nhi hoti wo sab kam ulaty hoty hn ya govt ko chaiay tah k kuch rules rahkty, any one ways i lovee this is event, main ny tu is tahwar k laiay apni ammii sy buht jotiannn kahi hain, buht pahtang bazi ki ha sara sara din or raatian, but ab main uk a gahya hn buht miss kr rah hn pahtang bazi ko…is bar givt ny ajzat nhi di , sun ka afsoss howa.humri govt 1 no ki harmi ha,lanat bahj tah hn apni govt par,or jin logo ny kaha ha k ya fzool kahci ha, tu woi sab sy baray fazool karah krny wlay hin.any one i like this event. or agar ki mary is comments sy koi problem ha koi msg dyna ho tu , contract main my email lifecute@hotmail.com tc by

  19. shazada sam Says:

    han bilcul yeh tehvar nai mana chyey is say jene zaya hoti is ley bilcul b nai mane chyey

  20. sharazi Says:

    it is right hame bilkul b BASANAT nai manani chahey ken k ye ek GUSTAKH RASOOL ke yad me manaya jata hey ek MUSALMAN k liey bilkul b jaiz nai hey k wo ye tehwat mnaey jis me jan b ja sakti he awr pesa to jaey ga he

  21. Aleem khan Says:

    bilkul ho ne cehayee yeh akk tafreee ka moka hai jo pablik ko milnee cahyyee is may sarif us par pabandee lagyee jayee joo asyee door ka istamal kartay hai is may bakee ka kyaa kasoor hai is leay govt ko chayee woh asay anasar koo araist karay joo asee doo banaty hai yeh tahwar konasa everydy hote hai yeh to saal kay baad milta hai. junaid_khan_vip@hotmail.com

  22. aadi Says:

    yaaar ye sra sar galt hay.ye mujhy smj nhi aati k jujes ko kya hota hay?plzzzzzzzzz meri request hay k basant ka tehwar mananay dia jaey.r agar zyada msla hay to 1 rooz ki chutti day d jaey sab govt idarooon main?

  23. MIAN ASIF SHAHZAD Says:

    pehlay kyu manatay thay ? kya pehlay nahi pata tha yeh tehwaar kis ka hai pehlay hum log galti kartay hai aur bd me ?????????????????????????

  24. affan Says:

    humay ya hundwana rasmay nahi manai cahay Q kay hum musliman hai Allhumdullha
    or humay apnay tor tariqy bi badnay chay ta kay hum muslman lagy nahi to hum hundwion or dusrary logo say bi badtar ho jagy gay
    thanks for u web site
    0321-7963792

  25. Bilal Shah Says:

    Asalam-o-Alikum,

    I Agree with you people, this (Basant Festival) is not good for all of them, that’s very dangerous game,

    I also like Basant Festival), SHIT GAME.

    Regards
    Bilal Shah,

  26. Zubair jan Says:

    Aray baba g 4 din kee zindigi hay.khoob mazay karo. waisay b hamary zindagi main khoshyan hoti he kitni hain.jis ko dekho wo ghamon say choor hay.Hum too khatay han Jan khoshi ka koi muqaa hath say janay no do. our han Being a muslim apna to ye Ieman hay.Jo raat kabar main hay Wo Bahir Nahin. Aap Sub Samjh gaiy hon gay. jiss kee jitni Zindagi hay Wo itna he jeay Ga. To na Aap kisee ko Marr Saktay ho our na Hum. Ye sub Khuda K faislay hian. Ye ussee p Chorr do.
    Zubair Baloch.

  27. yasir khan Says:

    salam sab k liye mera to kayal hay k basant koi mera muslim brother na manaey mere umar 18 sal hay mera b ek bahe mara tha is liye mera kehna hay k basant na manaho

  28. muneeb Says:

    basant ni manani chyia agar tafree karni hi to ksi or jaga karin to behtar hi agar insan ki jaga govt ka admi mar jayia to kia ho ga is lia behtar ya hi ka masant per pabandi honi chyia

  29. kinng khan Says:

    g han banai chahya yehi muka hota hai larkioo ko taarne ka tafreee ka…hakomat ko chaya is pe pabandi nhi lagye..kuch raham kare larko pe….qadeem badshah

  30. hassan Says:

    hai court k jaj ne bilkul sae kaha hai bilkul yeh tehwar nae hona chaheay.governer punjab to hai hi dog.us ko kia pta jab kisi ka beta ya jab kisi ka bap dor lagney sey marta hai to us k ghar walon par kia guzrati hai.khud to enhon ney luxury cars par ghomna hota hai magar woh shaks jo 2 waqt ki roti bari mushkil sey khata hai woh kons aluxury cars main ghomta hai woh paidal ya phir cycle ya motorcycle par phirta hai.basant mananey ki ijazat punjab kia porey PAKISTAN main hi nae honi caheay.you dog governer punjuab.yes u dog

  31. faisal Says:

    passmanani bi cahhiay or nahi b chaye or nahi b manani iss liay chahiay k isss say log fressh ho jatay hai or nahi iss liay k log mar jatay hai jub wo dahti tar istamal katy hai

  32. Hira Saeed Says:

    basant manaye ka koi tuk he nh banta sb logo atna pasa basant ka liy zaye karta hain iss sa to bahter ha kisi gareb ki bati sahdi he kara da jo jahaz ki kahtri apna gharoo ma baht jati hain.ye un logo ka ky jata hain jis ka manja sa kisi ki daran kat jye kisi ki zindage khatam ho jaye koi pasa he da sakta ha na kisi ki zindage to nh la sakta na koi bate hota koi bap hota hain koi bhai hota hain ye sb ristela da sakta hain koi to ku basant maye is par pabandi honi cahye or hamesh ka liye aj ki govt wasa to kuch nh kar saki to ye kam to kar la kuda ka liye

  33. FARHAN HASSAN Says:

    yah sab khnay ke bat ha is trah koi bhe insan apne akhre kuwaish nahi bata sakta

  34. M.Irfanjadoon Says:

    assaamualikum g ha ye tehwar acha ni ha r na he islam ma kahi is ka zikar ha. es kisam k tehwar per sukht pabandi hone chaheya/

  35. don Says:

    jub india walon ke koi bache bag jate hai tab manate hain wo ye

  36. Ghaus ali Says:

    A A helo kia hal hai basant hindu tehwar hai magr pakistan k log is ko manany k liya arb rupy karch kr dety hain or logo ki jany b jati hain is liye pakistan main basant pr pabandi lga di jay plz ap k agy request hai may cell nbr 03316409669

  37. Ghaus ali Says:

    basant pr log rupy lgaty hain wo hi rupy koi mangny waly ya masjad main dain to ap ko suwab ho ga

  38. Black Tiger Says:

    mere khyal ke motbq jo pbndi bsnat pr lgai gai he wo srf deatch hone ki wja se he or us man ghalti un la prwa logon ki he jo josh man aa kr be ahtyat ho kr basant calebreat krte hn

Leave a Reply